Hindi Shayari Quote: Andhiyon me jalta ik chirag hu main, jane hava k kis jhonke...
Andhiyon me jalta ik chirag hu main,
jane hava k kis jhonke se bujh jaunga main,
Jala k khud dikhata hu rasta khud ko,
jo bujh gya to andhiyon me bhatak jaunga main..
jane hava k kis jhonke se bujh jaunga main,
Jala k khud dikhata hu rasta khud ko,
jo bujh gya to andhiyon me bhatak jaunga main..
9816334585Lucky
Thu, Apr 12, 2012
17 views