Shayari Quote: Bachpan Ka ZAMANA Hota Tha Khushio’n Ka KHAZANA Hota Tha ...
Bachpan Ka ZAMANA Hota Tha
Khushio’n Ka KHAZANA Hota Tha
Chahat CHAAND Ko Pane Ki
Dil Titli Ka DEEWANA Hota Tha
Rone Ki Waja Na Hoti Thi
Hansne Ka BAHANA Hota Tha
Khabar Na Thi Kuch Subha Ki
Na Shaam Ka THIKANA Hota Tha
DAADI Ki Kahani Hoti Thi
Pariyo’n Ka FASANA Hota Tha
Khushio’n Ka KHAZANA Hota Tha
Chahat CHAAND Ko Pane Ki
Dil Titli Ka DEEWANA Hota Tha
Rone Ki Waja Na Hoti Thi
Hansne Ka BAHANA Hota Tha
Khabar Na Thi Kuch Subha Ki
Na Shaam Ka THIKANA Hota Tha
DAADI Ki Kahani Hoti Thi
Pariyo’n Ka FASANA Hota Tha
baba
Wed, May 13, 2009
19 views