Hindi Shayari Quote: Humein tum hi mil jao bas ye hi kafi hai, Ab hamari har saa...

Humein tum hi mil jao bas ye hi kafi hai,
Ab hamari har saans ne yahi dua mangi hai,
Na jane kyun hamara dil khincha jata hai tumari taraf,
Kya tum ne bhi kabhi hamein pane ki dua mangi hai...

anmol arora
Wed, Feb 01, 2017
291 views