Hindi Shayari Quote: Koi vaada na kar, koi iraada na kar Khwashiyon mein khud ko...

Koi vaada na kar, koi iraada na kar
Khwashiyon mein khud ko aadaha na kar
Ye degi utna hi jitna likh diya khuda ne
Is taqdeer se umeed jyada na kar.
Khwashiyon mein khud ko aadaha na kar
Ye degi utna hi jitna likh diya khuda ne
Is taqdeer se umeed jyada na kar.
Saurabh
Sat, Feb 27, 2016
241 views