Shayari Quote: Kya hua jo tu dur chala gaya mujhse, Mere pas teri haseen ya...
Kya hua jo tu dur chala gaya mujhse,
Mere pas teri haseen yadain hai jaan.
Ghamo ki ghati se guzarta hu har roz,
Wohi maut se hoti do char mulakate hai
To kya hua sanam abhi in ankho me
khwabo se bhari haseen ratain baki hai
Mere pas teri haseen yadain hai jaan.
Ghamo ki ghati se guzarta hu har roz,
Wohi maut se hoti do char mulakate hai
To kya hua sanam abhi in ankho me
khwabo se bhari haseen ratain baki hai
Malkit Singh Gill
Tue, Dec 22, 2009
13 views