Most Popular Sad Hindi Wishes and Status Messages

Most Popular Sad Hindi Messages Wishes
Viewed: All time: 33125 times, Week: 728 times
5 Years Ago | 344 shares | By Deepak

Na muskurane ko ji chahta hai,
Na aansoo bhane ko ji chahta hai,
Linkhu to kya linkhu teri yaad mai,
Bas tere pass laut aane ko ji chahta hai.

6 Years Ago | 140 shares | By 9816334585Lucky

Aaina dekh kar yakeen hua mujhko,
Ki main to main he hun bas tu hi badal gaya hai Dost...

6 Years Ago | 13 shares | By 9875288111

Ek sukun ki talaash mein....na jane kitni becheniya paal li...
.
.
.
Aur log kehte hai....hum bde ho gye aur zindagi smbhaal li..

7 Years Ago | 29 shares | By Sachin

Ansu na hote to ankhe itni khubsurt na hoti,
dard na hota to khushi ki keemat na hoti,
agar mil jata koi chahne se
to dunia mein upparwale ki jarurt na hoti.

6 Years Ago | 15 shares | By ajay

Hai khushii intezaar kii har dam..
Main ye kyuun puuchhuun kab milenge hum..

7 Years Ago | 22 shares | By Aditi

Jane Duniya Me Aisa Kyu Hota Hai,
Jo Sab Ko Khusi De Wahi Rota Hai,
Umar Bhar Jo Sath Na De Sake Wahi,
Zindagi Ka Pehla Pyar Kyu Hota Hai.

7 Years Ago | 15 shares | By Rahul

Zindgi ke safar ko lafzo mein piroya hai,
Apni har gazal ko dard mein bhigoya hai,
plz aaj wah wah na kehna,
kyun ki aaj fir ye dil kisi ki yaad mein roya hai

7 Years Ago | 36 shares | By Yogeshman

Ek lamha men ek manzar guzar jata hai.
Jab koi apna begana nazar aata hai.
Yu to awaz aati hai har shishe ke tutne ki.
Par Kabhi Kabhi bina awaz ke bhi sab kuch toot jata hai...

7 Years Ago | 34 shares | By Naresh

Zakham ki baat nahi hai
jaane dard kyon hota hai
dhokhe ki baat nahi hai
jaane ehaas kyon hota hai
jante huye ki bewafi hai
na jane phir b pyar kyon hota hai

7 Years Ago | 10 shares | By Bhramita

Inetjaar mein
intejaar ka bhi
intjaar naa raha..
to kya hua pyaar to hai,
chaahe aitbaar na raha.

7 Years Ago | 16 shares | By Sana

My best Msg
Sachche pyar mein nikle aansu aur
rote hue bache ke aansu ek saman hote hai,
Kyun ki dono ko pata to hai ki dard kya hai
par kisi ko bata nahi sakte.

6 Years Ago | 22 shares | By Rishi

Teri yaad ne hame jeene na diya,
Chain se humko ab marne na diya,
Hum peete hai teri yaad me zalim,
Par iss duniya ne hame peene na diya,

7 Years Ago | 24 shares | By Kunal

Shikwa Uski yado se Kuch is Traha Kiya Hamne
Hasti hui Shama Ko rula diya humne
Ek Lamha Diya Tha usne Jine k liye
Or Usi me Zindagi Ko Bita diya.

7 Years Ago | 30 shares | By Md

Bikhre Hain Ashq Koi Saaz Nahi Deta,
Khamosh Hain Sub Koi Awaaz Nahi Deta,
Kal Ke Vaade To Sub Karte Hain,
Magar Q Saath Mera Koi Aaj Nahi Deta..

7 Years Ago | 16 shares | By Varun

?Mujhy yaad aa kar itna be-chain na kro...!
Bs ik ye hi sitam kaafi hai k sath nahi ho tum...!

6 Years Ago | 35 shares | By 9816334585Lucky

Kabhi main bhi tanha rehta tha teri yaadon ke saath,
Ab magar ansu bhi aa jaate hai kabhi kabhi saath dene....

7 Years Ago | 17 shares | By Priyanka

Inetzar ki aarzu ab kho gayi hai,
Khamoshiyo ki aadat ho gayi hai,
Na sikwa raha na shikayt kisi se,
Agar hai to ek mohbbat,
jo in tanhayion se ho gayi hai..!

7 Years Ago | 13 shares | By Nirati

Jab chote the tab bade hone ki badi tamana thi
magar ab pata chala ki adhure EHSAS aur tute SAPNE se
achche adhura HOMEWORK aur tute KHILONE the..

7 Years Ago | 10 shares | By Sourabh

Hum aapki nafrat ko bhi pyaar samajh lenge,
Kyunki nafrat wahi karti hai jo pyaar karti hai,
Mante hain ki hum bewafa hi sahi,
Par bewafa hoke bhi aapse hi pyaar karte hain…

8 Years Ago | 6 shares | By Priyanka

Kisi aur ke baho mein rahakar
Wo humse wafa ki bate karte hai
Ye kaisi chahat hai yaro,
Wo bewafa hai jankar bhi,
HUM UNHI SE PYAR KARTE HAI..

8 Years Ago | 9 shares | By Abhay

Hansne ke baad kyu rulati hai duniya,
Jaane ke baad kyu bhulati hai duniya,
Zindagi me kya kuch kasar baaki thi,
Jo marne ke baad bhi jalati hai duniya..

8 Years Ago | 9 shares | By Awadhesh

Jab Kuch Sapne Adhure Reh Jate Hain,
Tab Dil Ke Dard Ansu Ban Ke Beh Jate Hain,
Jo Kehte Ki Hum Sirf Aap Ke Hain,
Pata nahi Kaise Alvida Keh Jate Hain..!

8 Years Ago | 3 shares | By Md

Wo Kehti Hai -
Tumhe Shabdon Ki Neevn Rkhna,
Deewaren Banna aur chahat ki neevn rakhna,
Bahut Achhe Se Aata Hai…
Zara Puchiye Unse -
Agar Itne Achhe Se Aata Hai To,
Aise Kyun Tod Gayi Mere Aashiyaane Ko…

7 Years Ago | 7 shares | By Anurag

Badalna aata nahi humko mausmon ki tarah
Har ek rut mein tera intejar karte hain
Na tum samet sakogi jise qyamat tak
Kasam tumhari tumhe itna pyar karte hain…

Top Contributors

Points Rank Wishes
9875288111 774 12 774
Rahul 539 19 539
Aditi 534 21 534
Kunal 515 31 515
Bhramita 504 46 504
Nirati 503 47 503
Md 501 53 501
Sachin 499 56 499
Priyanka 497 57 497
Rishi 493 66 493