Usko mere waado ka aitbaar hoga, Dil me kisi ka b ...

Shayari Wishes

By SAPAU | Added 14 Years Ago, Updated 10 Years Ago, 0 shares
Usko mere waado ka aitbaar hoga,
Dil me kisi ka bahut pyar hoga,
Chhod dia usne beech jakar mera saath,
Shayd kinare per useh kisi aur ka intzar hoga…
View All Shayari Wishes

Next Wishes

In Shayari Wishes
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai,
Jise apna banaya wo kyun door hota hai,
Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan,
Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.

By Bhramita # 46
In Shayari Wishes
7 0
5 shares