Rahne de Aasma Zamin ki talash kar,Sab kuch yahi hai Naa kahi aur Talash Kar,Har Aarzoo ho poori toh jeene ka kya Mazaa,Jeene ke liye Bas ek wajah talash Kar
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.