Gam ne hasne na diya, jamane ne rone na diya, Is uljhan ne chain se jeene na diya, Thak ke jab sitaaro se panaah lee, Neend aayi to teri yaad ne sone na diya.
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.