Darkat ke paimane pe chilman e husn ka Furkat se yun sharmana.... Darkat ke paimane pe chilman e husn ka Furkat se yun sharmana.... uparwali line ka matlab tumhare samaz mai aaye.. to hume jaroor batana.
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.