Dil ke tootne se nahi hoti hai aawaz Aansoo ke behne ka nahi hota hai andaz Gum ka kabhi bhi ho sakta hai aagaz Aur dard ke hone ka to bas hota hai ehsaas
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.