samandar ki sair karne hum nekle to laga nazare bahut hai, kisti me bait chand ka dedar kiya to laga, chand ko bhi chandi se mohhababat bahut hai, jab wo laga rahi thi meri nam ki mehndi haato me, usne kaha ki mehendi ke mehak kaam aur teri mehak bahut hai...
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.