tujhe paane ki aas mein umar tamam gujaar di... a ...

Shayari Wishes

By yash | Added 14 Years Ago, Updated 10 Years Ago, 0 shares
tujhe paane ki aas mein umar tamam gujaar di...
ab wasl to baksha khuda ne.. par saanse na chand udhaar di....
fir pyaasa reh gaya. main samunder k itne paas aakar bhi....
fir daga de gayi ye takdeer meri... yu banti baat bigaad di....
View All Shayari Wishes

Next Wishes

In Shayari Wishes
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai,
Jise apna banaya wo kyun door hota hai,
Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan,
Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.

By Bhramita # 46
In Shayari Wishes
7 0
5 shares