usne to kaha tha bade israar se rukne ko hume, na ruke hum..... ye soch ki... jane kab badal jaye... unki waqti tabiyat hi to hain... abhi kehta hain use mujh se jyada use aur kuch ajij nahi..... kya bharosa kare us ka...jane kab fisal jaye.. niyat hi to hain...
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.