Mujhe pata nahin kya ho jata hai, neend aati nahin or chain kho jata hai, phir dil bechain ho jata hai, or khwaab kuch aisa aata hai, ki aap ka hath hamare hathon mein, or sar hamare kandhe pe nazar aata hai…
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.