Bas Ek Zara Khayal Is Dosti Ka Tha, Warna Bohat Gila Teri Berukhi Ka Tha, Mujh Ko Laga Main Bhi Teri Zindagi Main Hon, Per Ye Tu Koi Dhoka Meri Sadgi ka tha.
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.