jindgi kabhi aapko hasati hogi, kabhi aap ko rulati hogi, yaad karta hai aap ko koi harpal, is raftar bhari jindgi me 1 hicthki to apko roj jaroor apko aati hogi....?!!!
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.