Inkaar ko ikraar kahte hai, khamosi ko ejhaar kaht ...

Shayari Wishes

By Malkit Singh Gill | Added 14 Years Ago, Updated 10 Years Ago, 0 shares
Inkaar ko ikraar kahte hai, khamosi ko ejhaar kahte hai, kya dastur hai jivan ka, jo dhokhe ko bhi pyar kahte hai
View All Shayari Wishes

Next Wishes

In Shayari Wishes
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai,
Jise apna banaya wo kyun door hota hai,
Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan,
Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.

By Bhramita # 46
In Shayari Wishes
7 0
5 shares