Kya Kya na socha Tha dil ne, kya kya na sapne saja ...

Shayari Wishes

By bristy | Added 16 Years Ago, Updated 12 Years Ago, 0 shares
Kya Kya na socha Tha dil ne, kya kya na sapne sajaaye….
jal gaye saare sapne… reh gaye khaak ke saaye….
ab gila bhi kisse karoon main… kasoor To kisika bhi nahi…
upar vaale ne hi kuch aise sitam ab mujh pe dhaaye,
kuch na keh sake… nikli to bas dil se yehi aawaaz… haaye!..
View All Shayari Wishes

Next Wishes

In Shayari Wishes
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai,
Jise apna banaya wo kyun door hota hai,
Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan,
Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.

By Bhramita # 46
In Shayari Wishes
7 0
5 shares