Mitti Ka Jism Lekin Pani Ke Ghar Mein Hoon !! Manzil Hai Maut Meri Her Pal Safar Mein Hoon !! Hona Hai Qatal Ye Maloom Hai Mujhe !! Lekin Khabar Nahi Kis Kis Ki Nazar Mein Hoon !!
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.