Woh karte hain baat ishq ki, Par ishq ke dard ka u ...

Shayari Wishes

By pkkp812 | Added 14 Years Ago, Updated 10 Years Ago, 0 shares
Woh karte hain baat ishq ki,
Par ishq ke dard ka unhe ehsas nahi,
Ishq woh chand hai jo dikhta hai sabko,
Par usko pana har kisi ke bas ki baat nahi....
View All Shayari Wishes

Next Wishes

In Shayari Wishes
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai,
Jise apna banaya wo kyun door hota hai,
Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan,
Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.

By Bhramita # 46
In Shayari Wishes
7 0
5 shares