Mila hai sabkuch toh fariyad kya kare, Dil hai pareshan toh jazbat kya kare, Aap kehte ho ki aapko tang na kare, Par aaki yaad baar baar aati hai toh hum kya kare.....
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.