Teri judaiii ... bahut yaad aaye ..kabhi tanhayii rah rah kar tadpaaye kabhi .. chaha bahut aajad hone ki is dard se... maut bhi shayad khafa hain humse... kitna bulaya par maut ke farishte nahi aaye kabhi
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.