Chori Se Dil ko chura le Koi, dil Chahta Hai Mera, Chupke Se apna Bana le Koi, Ji Chahta Hai Mera, Nazaro Ne dekha hai Sapana Koi, Lagne laga Hauko Apna Koi,
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.