Koi Dhun Mohabat ki bajne lagi, Wo Aay to mahefil ye sazne lagi, Socha Na tha Mere Dil ne kabhi, Yu Acha lagega koi ajnabi, Chehere se zulfe hata le koi, Ji chahta hai mera,
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.