Ehsaas use bhi hoga ek din apni jafa ka rula dega use ek din khayal meri wafa ka usne insaan sa sulook bhi na kiya mujhse jis insaan ko maine darja diya khuda ka...
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.