Agar kisi k pass sab kuch ho to duniya jalti hai, Agar kuch bhi na ho to duniya hansti hai Mere pass apke liye itni duayen hain, Jiske liye duniya tarasti hai…
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.