So bewafaayi qubool hai ek wafayi k liye so ansoo qubool hain ek hansi k liye ham to muhtaaj hain apke pyar k liye so dushman qubool hain ap k pyar k liye
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.