Raaston se kankar hata nahi sakte, apni pehchaan khud ko bata nahi sakte.... Zindagi ki raah mein bane the hamsafar kyon woh ye dosti nibhaa nahi sakte....
Saari umar aankhon mein ek sapna yaad raha, Sadiyan beet gayi wo lamha yaad raha, Jaane kya baat thi us dosti mein, Saari mehfil bhool gaye wo dostana yaad raha.