Guzri zindagi ke kuch pal yaad aate hai, Aankhei ...

Romantic Shayari Wishes

By tittu | Added 14 Years Ago, Updated 10 Years Ago, 0 shares
Guzri zindagi ke kuch pal yaad aate hai,
Aankhein band kar lu to aapke khwab aate hai..
Kya batayein tanhai ke kisse,
Ab to aapki ek jhalak ko hum taras jaate hai..
View All Romantic Shayari Wishes