Mausam ki bahar achi ho phoolon ki kaliyan kachi ho, hamari ye dosti sachi ho rab se ek dua hai ki mare pyare dost Prerena ki har subah achi ho good morning
Saari umar aankhon mein ek sapna yaad raha, Sadiyan beet gayi wo lamha yaad raha, Jaane kya baat thi us dosti mein, Saari mehfil bhool gaye wo dostana yaad raha.