unhe lagta hai pyar mein unko dard humne diya,isliye kateki tarha humhe dilse nikhalke fekh diya,katta bhi to tab bhi chubta hai jab koi phool ko chuta hai,par unhe to phool ki tadapke aghe kathese mila hua dhard maisus kuch zaidha hi hua...
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.