koi bhi aisa lamha nhi jisme mere tu hota nhi, hum agar sash bhi lete hai tu hai ki sansoonse bhi judha rheta nhi,zhrasa yakin to karo ehesas zahrur hoga ki tu bhi tere yadonke bina palkhoko jhukata nhi..........
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.