Aapki dosti ko ehsaan maante hain, Isliye nibhana ...

Friendship Shayari Wishes

By Bhavna Sharma | Added 14 Years Ago, Updated 10 Years Ago, 1 shares
Aapki dosti ko ehsaan maante hain,
Isliye nibhana imaan maante hain,
Hum wo nahi jo dosti me jaan den,
Hum to dosti ko hi apni jaan maante hain..
View All Friendship Shayari Wishes

Next Wishes

In Friendship Shayari Wishes
Saari umar aankhon mein ek sapna yaad raha,
Sadiyan beet gayi wo lamha yaad raha,
Jaane kya baat thi us dosti mein,
Saari mehfil bhool gaye wo dostana yaad raha.

By Shobhit # 77
In Friendship Shayari Wishes
26 3
4 shares