Bichar gaya hai to us ka saath kya mangoun, Zara se umr hai gham se nijaat kya mangou, Wwo saath hota tu hoti zaroratain bhe bohat, Akeli zaat k liye kainaat kia mangoun
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.