Yh aarzu the kh aaysa b kuch huwa hota, Mere kami ne tujy b rula deya hota, Main lout ata tere simat ek lamhy main, Tery labon ne mayra naam to liya hota.
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.