Chehre ki hansi se har gam chhupao, Bahut kuch bolo par kuch na batao, Khud na rootho kabhi par sabko manaao, Raaz haiye zindgi ka bas jeete chale jao..
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.