milke bichadna dastur hai zindagi ka ek yahi kissa to mashhur hai zindagi ka beete hue pal kbhi vapas nahi aate bas yahi to sabse bada kasoor hai zindagi ka
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.