Asmaan bhi baras raha hai, Mere Ashko se takra raha hai, Kisme hai jor jyada shayad yeh dekh raha hai, Barsaat to phir bhi ruk jayegi, Mere Ashko ka koi anth nahi, Dil me hai dard itne jiska koi hisaab nahi.
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.