Arz kiya hai :- Teri wafa mein sanam na safar ke r ...

Shayari Wishes

By Luckystar | Added 16 Years Ago, Updated 12 Years Ago, 0 shares
Arz kiya hai :-
Teri wafa mein sanam
na safar ke rahe na vatan ke rahe.
Bikhri laash ke itne tukde hue
na kafan ke rahe na dafan ke rahe.
View All Shayari Wishes

Next Wishes

In Shayari Wishes
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai,
Jise apna banaya wo kyun door hota hai,
Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan,
Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.

By Bhramita # 46
In Shayari Wishes
7 0
5 shares