Tujhe Pyar Mera Satayega Aksar, Yaado ke toofa uthayega aksar, Zikar mera karne se pehle, tu Kuch soch ke muskrayega aksar. Mera Naam likh kar Kitabo main apni, tu Logon ke dar se Mitayega Aksar, Baatein Meri yaad ayengi itni.. Jitna tu unhain Bhulayega Aksar...
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.