Tum apni zulf ki parchaiyan mujhe de do Tum apni ...

Shayari Wishes

By Shikha.Anubhav | Added 14 Years Ago, Updated 10 Years Ago, 0 shares
Tum apni zulf ki parchaiyan mujhe de do
Tum apni shaam ki tanhaiyan mujhe de do

Mein doob jaun tumhari udas aankhon mein
Tum apne dard ki gehraiyan mujhe de do...
View All Shayari Wishes

Next Wishes

In Shayari Wishes
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai,
Jise apna banaya wo kyun door hota hai,
Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan,
Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.

By Bhramita # 46
In Shayari Wishes
7 0
5 shares