Uske intezaar se bhala kya hoga haasil, Aane ka keh kar bhi jo aaya nahi karte, Rakhte ho jo dard bhara dil apne seene mein, Dusro ka dil phir woh dukhaya nahi karte...
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.