Raaz-e-dil na sunana kisi ko, Duniya mein sab ham ...

Shayari Wishes

By Shikha.Anubhav | Added 14 Years Ago, Updated 10 Years Ago, 0 shares
Raaz-e-dil na sunana kisi ko,
Duniya mein sab hamraz badal jate hain,

Kisi ke bicharne se koi mar nahi jata,
Haan magar jeene k andaz badal jate hain!
View All Shayari Wishes

Next Wishes

In Shayari Wishes
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai,
Jise apna banaya wo kyun door hota hai,
Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan,
Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.

By Bhramita # 46
In Shayari Wishes
7 0
5 shares