kitne nadaan the toofan ko kinara samjha, kitne b ...

Shayari Wishes

By Shikha.Anubhav | Added 14 Years Ago, Updated 10 Years Ago, 0 shares
kitne nadaan the toofan ko kinara samjha,
kitne bejan saharon ko sahara samjha,

kitne anjaan the wo log jo sahil pe the,
hamein doobta dekha or nazara samjha...
View All Shayari Wishes

Next Wishes

In Shayari Wishes
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai,
Jise apna banaya wo kyun door hota hai,
Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan,
Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.

By Bhramita # 46
In Shayari Wishes
7 0
5 shares