Yaado ka ye karawa hamesha rahega…… Door jaate hue bhi pyaar wahi rahega….. Maff karna mill nahi sake apse…… Magar yakin rakhana in ankhion mein intezar wahi rahega.
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.