Aapka naam labo par nahi laate, Par sharm bayaan ...

Shayari Wishes

By jit | Added 16 Years Ago, Updated 12 Years Ago, 0 shares
Aapka naam labo par nahi laate,
Par sharm bayaan karti hai,
Chupaate hai jo baat jahaan se,
Vo aakhen kaha karti hai,
Hamaare dil ne hi thukraya hai hame,
Kyonki is dil me aap raha karati hai.
View All Shayari Wishes

Next Wishes

In Shayari Wishes
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai,
Jise apna banaya wo kyun door hota hai,
Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan,
Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.

By Bhramita # 46
In Shayari Wishes
7 0
5 shares