Waqt ki anch mein pathar bhi pigal jaate hai, khus ...

Shayari Wishes

By BABU | Added 16 Years Ago, Updated 12 Years Ago, 0 shares
Waqt ki anch mein pathar bhi pigal jaate hai,
khusi ke lamhe gum me badal jaate hai,
kaun karta hai kisi ko yaad,
waqt ke saath logo ke khayalat bhi badal jaate hai.
View All Shayari Wishes

Next Wishes

In Shayari Wishes
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai,
Jise apna banaya wo kyun door hota hai,
Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan,
Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.

By Bhramita # 46
In Shayari Wishes
7 0
5 shares