Is dil me dekho tasveer tumhaari hai, In aakhon me dekho tasveer tumhaari hai, Jee rahe hai ab tak apni marjee se, Lekin ye maut ab amaanat tumhaari hai
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.