Lamhe judaai ke bekaraar nahi karate hai, Haalat mere mujhe laachaar karate hai, Aakhen hamaari pad lo kabhi, Ham kaise kahe ki ham aapse pyaar karte hai.
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.